Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat icône

1.2 by Pak Appz


Apr 1, 2024

À propos de Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

Badnazri (regard lubrique) ke 14 nuqsanat par Maulana Shah Muhammad Akhtar Saheb.

Badnazri ke 14 nuqsanat Par Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar "bad nazri" ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna ou Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye "ZINA" ki pehli sirhi (step) he, is se bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah ne be hayaai ou badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko « NAZRO KI HIFAZAT » ka hukm diya.

« AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN OU APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN

OU AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN OU APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN » (nour sûr : 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid est baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat pari ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya ou aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha à mardo ou aurto ko alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya ou aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri he ?? Is ka andaza hame is waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me ou hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne hame hukm diya ke Tun Dono ander chali jaao, mene arz kiyaa : « Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte » Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya :

« VERS NABINA NAHI HO ? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! » (Abou Dawood & Tirmizi)

Bad NaZRi ALLah ki La'NaT ka sabab he.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya :

ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, ou us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT : 270)

Is irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par aLLah ki La'NaT nazil hoti he or wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti il ​​utilise Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti il ​​nous par bhi aLLah ki La'NaT il ou wo bhi aLLah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

Bad NaZri ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunaah se apne aap ko pâté de bachaa nahi.

Bad NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni ou Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab he.

Bad NaZRi se Hone Wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj 'BaD NaZRi 'se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein « Bad NaZRi ke NuQsaNaaT » ko ginna.

" kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha he ? "

Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, dans iLaajo me se jo bhi munasib samjhein nous ke zarye se jald az jald est muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ' zina ' jese khatarnaak jurm ko janam deti he.

Badnazri (Lustful Glance) Livre ourdou par Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi Ce livre islamique disponible en téléchargement gratuit au format apk.. Ce livre islamique Publié par Maktaba Milat Deo Band UP India. lire sur Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj et Bad Nazri k Nuqsanat en ourdou. Vous pouvez lire Nazar e Bad (Evil Eyes) par Irshad ul Asri et Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj par Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar

Quoi de neuf dans la dernière version 1.2

Last updated on Apr 1, 2024

Bugs Resolved

Chargement de la traduction...

Informations Application supplémentaires

Dernière version

Demande Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat mise à jour 1.2

Telechargé par

William Chan

Nécessite Android

Android 5.0+

Available on

Télécharger Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat sur Google Play

Voir plus

Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat Captures d'écran

Charegement du commentaire...
Langues
Recherche en cours...
Abonnez-vous à APKPure
Soyez le premier à avoir accès à la sortie précoce, aux nouvelles et aux guides des meilleurs jeux et applications Android.
Non merci
S'inscrire
Abonné avec succès!
Vous êtes maintenant souscrit à APKPure.
Abonnez-vous à APKPure
Soyez le premier à avoir accès à la sortie précoce, aux nouvelles et aux guides des meilleurs jeux et applications Android.
Non merci
S'inscrire
Succès!
Vous êtes maintenant souscrit à notre newsletter.