Jumma Ki Khasoosiyat icône

2.3.8 by Zahra University (Online)


Sep 7, 2024

À propos de Jumma Ki Khasoosiyat

Jumma Ki Khasoosiyat Book est destiné aux discours prononcés à la mosquée pour obtenir de l'aide

Ce livre est spécialement destiné à ceux qui servent d'imams dans les mosquées afin qu'ils puissent obtenir de l'aide concernant Jumu'ah et qu'ils puissent facilement expliquer les caractéristiques de Jumu'ah.

Dans ce livre, vous pouvez en apprendre davantage sur l'étiquette du vendredi, la Sunna du vendredi et les vertus du vendredi.

Dans ce livre, vous apprenez quels sont les avantages et obtenez la miséricorde d'Allah en récompense lorsque quelqu'un vient à temps et la dernière fois.

Quelle est la décision du vendredi selon le Coran et la Sunna ?

Le vendredi est le roi de tous les jours et il a de nombreuses vertus۔

Al Quran :

Ô vous qui croyez ! Lorsque l'appel est proclamé à la prière le vendredi (le jour de l'Assemblée, yawm al-Jumu'ah), hâtez-vous sincèrement au Rappel d'Allah, et cessez les affaires (et le trafic) : C'est mieux pour vous si vous saviez !

Et quand la Prière est terminée, alors vous pouvez vous disperser à travers le pays, et rechercher la Grâce d'Allah : et célébrer les louanges d'Allah souvent (et sans hésitation) : afin que vous puissiez prospérer.

— Coran, sourate 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10

JUMA, BAHTAREEN DIN(JOUR) :

” Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as)paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi »

(musulman, aljuma, baab youmul juma 854)

JUMA KI FARZIYAT :

Irshaad bari taala hai :

” Aiy je suis walon! Jab jumah ke din namaz (jumma) ke liye azaan di jaaye à allah ke zikr (khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq me bahut bahtar hai »

(sourate djouma)

Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya : -" jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den à allah taala uske dil par muhar laga deta hai"

(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)

aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-" log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge"

(musulman al juma 865)

Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo (susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya »

(musulman, al masjidon 652)

Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, est par kadi avertissement hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade, aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haraam ho jaate hain

JUMA KE MASAIL :

1- Aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya : -" jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)

(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)

2- aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya : -" jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur paidal (masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam par ek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga »

(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)

Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya : - jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho sake kare, ( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal porte kare etc) phir queue (huile) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye, (wahan) do aadmiyon ke hêtre raasta na banaaye (balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhe , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar est jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain »

(bukhari al juma 883 910)

Quoi de neuf dans la dernière version 2.3.8

Last updated on Aug 31, 2024

fix error
add voice to listen and learn

Chargement de la traduction...

Informations Application supplémentaires

Dernière version

Demande Jumma Ki Khasoosiyat mise à jour 2.3.8

Telechargé par

هشومي كشخه

Nécessite Android

Android 4.2+

Available on

Télécharger Jumma Ki Khasoosiyat sur Google Play

Voir plus

Jumma Ki Khasoosiyat Captures d'écran

Charegement du commentaire...
Langues
Recherche en cours...
Abonnez-vous à APKPure
Soyez le premier à avoir accès à la sortie précoce, aux nouvelles et aux guides des meilleurs jeux et applications Android.
Non merci
S'inscrire
Abonné avec succès!
Vous êtes maintenant souscrit à APKPure.
Abonnez-vous à APKPure
Soyez le premier à avoir accès à la sortie précoce, aux nouvelles et aux guides des meilleurs jeux et applications Android.
Non merci
S'inscrire
Succès!
Vous êtes maintenant souscrit à notre newsletter.