Use APKPure App
Get Qurbani ke Masail مسائل قربانی old version APK for Android
Dans cette application, nous vous fournirons des informations complètes sur qurbani ke masail
Qurbani Ke Masail ou Ahkam
Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sous jantein kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai ou taqriban har ghar moi salut qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail ou ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan est le forum moi qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam ou masail ap sous ki khidmat moi pesh kar raha hon. Parhiye ou qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.
QURBAANI KA BAYAAN
qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo est ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka aya hukmshad ferme gaya
AHAADEES ET KAREEMA
(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne chanter aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool hommes pahunch jaata hai lihaza est ko khush dili se karo
(Abu daaud / tirmizi / ibn e maajah)
(2) Hazrat Imam Hasan bin Ali رضى الله تعالى عنهما se riwayat hai keh huzur صلى الله تعالى علي rue
(tibrani)
MASAAIL ET FIQHIYYAH
QURBAANI KI TA'REEF
Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai
(Bahar e shari'at)
QURBAANI KI QISMEN
qurbaani ki kayi qismen hain
(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai est ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya est bakri ya gaaye ki qurbani karna hai
(Bahar e shari'at)
(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti
(Bahar e shari'at)
(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki i hya sunnat men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai
(Bahar e shari'at)
MASLAH ::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww'u (nafl) hai
(Bahar e shari'at)
MASLAH ::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww'u (nafl) hai
(Bahar e shari'at)
MASLAH ::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba'd men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi
(Bahar e shari'at)
QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT
(1) ISLAM
yani gair musulman pe Qurbaani wajjb nahin
(2) IQAAMAT
yani muqeem hona musaafir par wajib nahin
(3) TAWANGARI
yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai
(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)
(4) HURRIYYAT
yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin
(Bahar e shari'at)
FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI
TASHEEH
L'application de prière Qurbani a une procédure complète de Qurbani du Coran et des hadiths
- Qurbani k janwar ki kharaidari
- Qurbani ky masail
- Takbir ka tareeqa
- Tout sur qurbani
- Qurbani ki zarorat
Qui doit offrir Qurbani ?
- Chaque musulman doit effectuer Qurbani. Les seuls cas particuliers sont les suivants :
- Ceux qui ne possèdent pas 52,5 tolas d'argent, ou l'équivalent de richesse
- Ceux qui n'ont pas un bon état mental.
- Ceux qui voyagent et sont à plus de la distance Shar'i de leur domicile (environ 40-45 kilomètres)
- Qui n'ont pas encore atteint et dépassé la puberté
Telechargé par
LãO HạC
Nécessite Android
Android 4.4+
Catégories
Signaler
Last updated on Jan 13, 2023
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Qurbani ke Masail مسائل قربانی
1.0 by Pak Appz
Jan 13, 2023